S

हमें हिंदी शायरी का शौक कहाँ
हम तो लिखते हैं फकत अन्दाज तेरे
Hamen Hindi Shayari Ka Shauq Kahan
Ham To Likhte Hain Faqat Andaaz Tere

तेरे इश्क में दीवानी हूँ
तू है समां मैं तेरी परवानी हूँ
Tere Ishq Me Deewani Hun
Too Hai Sama Main Teri Parwani Hun

मुझे बेजान सा कर गया
सदमा तेरे बिछड़ जाने का
Mujhe Bejaan Sa Kar Gaya
Sadama Tere Bichhad Jaane Ka
Samandar E Ishq Ki Gahrayi Ko Na Naap Tol
Tasawwar Me Yaar Ko Rakh Aur Ddobta Ja Doobta Ja

Pas Aake Door Chale Jate Ho Shayari

Wo Shayar Hote Hain Jo Shayari शायरी Likhte Hain
Ham To Badnaam Se Log Hain Sirf Dard Likhte Hain

आज देखा है तुझको देर के बाद
आजका दिन गुजर न जाये कहीं
Bahot Ajeeb Hota Hai Kambakht Ishq Ka Khel
Koi Aik Bhi Thak Jaye To Dono Haar Jate Hain

Comments

Popular posts from this blog

याद

nb